Chandan Dass (conceived 12 March 1956) is a prevalent Indian ghazal vocalist. Chandan Dass started singing from the age of eight, when he began preparing under the tutelage of Ustad Moosa Khan. He was additionally prepared in traditional music under Pandit Mani Prasad of Delhi, an extraordinary stalwart and idealist of the most astounding domain.
Lyrics/Poetry:
" Kahin chand rahon mein kho gaya
Kahin chandani bhi bhatak gayi
Mein charaagh wou bhi bhuja hua
Meri raat kaise chamak gayi
Meri dastaan ka urooj tha
Teri narm palkoun ki chaaon mein
Mere saath tha tujh ko jaagna
Teri aankh kesi jhapak gayi
Kabhi hum milay bhi tou kya milay
Wou hi dooriyan wohi faasle
Na kabhi hamare qadam barhe
Na kabhi tumhari jhijak gayi
Tujhe bhool jane ki koshishein
Kabhi qamayaab nah hoskein
Teri yaad shaakhe gulaab hai
Jou hawaa chali tou lachak gayi "