Khalil Haider, a young singer sings Gali Gali Meri Yaad Ghazal in a live mehfil.He is well known by his style and his voice.Khalil Haider's voice is a total joy to listen.His ghazal that made him famous was
Shehar kiun sayein sayein karta hai
Gali gali meri yaad bichi hai
Pyare rasta dekh keh chal
Mujh se itni wehshat hai tou
Meri hadon se door nikal
Aik samein tera phool sa nazuk hath tha mere shanoun par
Aik yeh waqt keh mein tanha aur dukh keh kaanton ka jungle
Yaad hai ab tak tujh se bicharne ki wou andheri shaam mujhe
Tu khamosh khara tha lekin baatein karta tha kaajal
Mera munh kya dekh raha hai dekh is kali raat kou dekh
Mein wohi tera hamraahi hoon sath mere chalna hou to chal
- Naye kapre badal kar jaaon kahaan | www.4songs.pk/naye_kapde_badal_kar_jaun_kahan.html
Dil tou mera udaas hai NasirPoetry:
Shehar kiun sayein sayein karta hai
Gali gali meri yaad bichi hai
Pyare rasta dekh keh chal
Mujh se itni wehshat hai tou
Meri hadon se door nikal
Aik samein tera phool sa nazuk hath tha mere shanoun par
Aik yeh waqt keh mein tanha aur dukh keh kaanton ka jungle
Yaad hai ab tak tujh se bicharne ki wou andheri shaam mujhe
Tu khamosh khara tha lekin baatein karta tha kaajal
Mera munh kya dekh raha hai dekh is kali raat kou dekh
Mein wohi tera hamraahi hoon sath mere chalna hou to chal
Khalil Haider Gali Gali Meri Yaad Bichi Hai Live In Mehfil Video: