Khalil Haider

Narrated Abu Musa: "That the Prophet said to him 'O Abu Musa! You have been given one of the musical wind-instruments of the family of David.' (Translation of Sahih Bukhari, Virtues of the Qur'an, Volume 6, Book 61, Number 568)"
Hot This Week: Music In Christianity
Please add your comments

Showing posts with label Khalil Haider. Show all posts
Showing posts with label Khalil Haider. Show all posts

Kabhi Kabar Mila Kar Ghazal By Khalil Haider

kabhi kabar new ghazals khalil haider mp3
Kabhi Kabar Mila Kar is exceptionally uncommon ghazal by Khalil Haider and its never been posted on the web yet. Mp3 Rare Collection is the first to transfer this awesome ghazal by the youthful capable man Khalil Haider. He sung this ghazal live in a get-together from which we recorded it legitimately. :)
Previous Ghazal By Khalil Haider: Hamara Dil Savere Ka

Continue

Khalil Haider

Khalil Haider
Khalil Haider is a young and a capable ghazal artist from Pakistan. His humble and delightful voice and the fact that he has an alternate method for singing made him very renowned. His most known record was "Naye Kapre Badal Kar" from which he increased a little distinction and whatever is left of it originated from his live singing in mehfils.



Songs By Khalil Haider


1. Gali Gali Meri Yaad Bichi Hai - Khalil Haider
2. Hamara Dil Savere Ka - Khalil Haider
3. Kabhi Kabar Mila Kar - Khalil Haider
Continue

Hamara Dil Savere Ka Ghazal By Khalil Haider

Khalil Haider

Lyrics/Poetry:

Hamara dil savere ka sunehra jaam hojaye
Chiraghon ki tarhan ankhein jalein jab shaam hojaye

Kabhi tou asman se chand utray jaam hojaye
Tumhare naam ki ik khoobsoorat shaam hojaye

Ajab haalat thi youn dil ka sauda ho gaya aakhir
Mohabbat ki haweli jis tarha neelam hojaye

Samandar ke safar mein is tarah awaaz di hamko
Hawayein tez hon aur kashtiyon mein shaam hojaye

Mujhe maloom hai uska thikana phir kahan hoga
Parinda aasman choone mein jab nakaam hojaye

Ujalay apni yaadoun ke hamare sath rehne do
Na jane kis gali mein zindagi ki shaam hojaye


Khalil Haider singing Hamara dil savere ka live in mehfil: 

Continue

Gali Gali Meri Yaad Bichi Hai Ghazal By Khalil Haider

Gali Gali Meri Yaad Bichi Hai Ghazal - Khalil Haider
Khalil Haider, a young singer sings Gali Gali Meri Yaad Ghazal in a live mehfil.He is well known by his style and his voice.Khalil Haider's voice is a total joy to listen.His ghazal that made him famous was
though he still is a underground singer.He probably didn't gain the fame which his voice was worth of, we wish him a good luck for his future career.

Poetry:

Dil tou mera udaas hai Nasir
Shehar kiun sayein sayein karta hai

Gali gali meri yaad bichi hai
Pyare rasta dekh keh chal

Mujh se itni wehshat hai tou
Meri hadon se door nikal

Aik samein tera phool sa nazuk hath tha mere shanoun par
Aik yeh waqt keh mein tanha aur dukh keh kaanton ka jungle

Yaad hai ab tak tujh se bicharne ki wou andheri shaam mujhe
Tu khamosh khara tha lekin baatein karta tha kaajal

Mera munh kya dekh raha hai dekh is kali raat kou dekh
Mein wohi tera hamraahi hoon sath mere chalna hou to chal

Khalil Haider Gali Gali Meri Yaad Bichi Hai Live In Mehfil Video: 


Continue

Disclaimer

Mp3rarecollection.blogspot.com is music embedding website.We claim to have no illegally copied content on our website.We use 3rd party websites to host our music.All of our music come from 3rd party source hosting websites like Kiwi6.com and that's legally done.You are advised to delete the music file after listening or just listen it online here.We have full control on the music files we post so please contact us for any music file removal.

Like Us

Back to Top

Contact

Name

Email *

Message *

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Designed ByBlogger
Made with ❤ in Pakistan by Waris Ali and Shahzawar.Powered by Blogger.